Kya kabhi ambar se Surya bichhadta hai Kya kabhi bin baati Deepak jalta hai Kya kabhi ambar se Surya bichhadta hai Kya kabhi bin baati Deepak jalta hai Kaisi hai ye anhoni Har aankh huyi nam Chhod gaya jo tu Kaise jiyenge hum Tuhi kinara, tuhi sahara Tu jag sara, tuhi humara sooraj tuhi taara Jai jaikara, jai jaikara Swami dena saath humara Jai jaikara, jai jaikara Swami dena saath humara Jahan-jahan tere paaon padey Woh dharti ambar ho jaye Jaane ye kaise maya Maya hai teri Tu nirbal chaabal hai Swami rakhwala hum sab ka Usko kya hai Darr hai Jispe chhaya hai teri Kan-kan mein hai khush'haali Jhoome hai daali daali Hum pyason pe jo rim-jhim barse Hai baadal se Tuhi woh amrit ki dhaara Jai jaikara, Jai jaikara Swaami dena saath hamara Jai jaikara, jai jaikara Swaami dena saath humara