Chalo Chalein

Ritviz

tom: C Afinação: E A D G B E
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
C                 G           Am  F
Udd kar, chal kar shvet pawan ko
C                 G            Am  F
Udd kar, chal kar shvet pawan ko
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko

C                   G
Saaman baandh socha nai do baar

In shehraon ki giraft se bhaga main
Am                      F
Ek gehri saans leke sab bhoola bhai

Jaadu sa hai kuchh is hawa mein

C                G
Jhajhat se door hoon
                        Am
Padosi ki beti nai suni aaj

Jao karo jo karna hai dar na kuchh
F
Abhi bhi soche kya sochegi duniya

C                           G
Rehne do yahan jaana mujhe ghar nai
Am                F
Kuvicharon ki hai jadd wahi
C
Yeh jo chamke taare
G
Mere pe poori raat hai

Prakriti sath hai
Am
Jo gareeb paas to hum gareeb aadmi
               F
Phir bhi jeet jaari

C
Ateet ki chaadar odhe
G                   Am
Khoya aaj un gufaon mein hai
                    F
Chanda jaake peeche chipta

Raat in pahadon ke
C
Chamakta jugnu jaise
G
Taare lakh in fizaon mein
Am
Lapak ke baandha maine
F                    C
Feeta chhaap chhode chala
      G                  Am
Mujhe kis kis ne kya kya kaha
               F
Bhatakta raha main sirf awara
C        G                 Am
Main ek baadal mein chalta raha
F
Gagan baras pada to waah waah

C              G         Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
C              G         Am  F
Chalo chalein neel gagan ko

C                 G            Am  F
Udd kar, chal kar shvet pawan ko
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
C             G          Am  F
Chalo chalein neel gagan ko
Página 1 / 1

Letras e título
Acordes e artista

resetar configurações
OK