Kia Se Kia

Jal

Continua depois do anúncio

kyaa se kyaa ho gayaa, bewafaa tere pyaar mein
chaahaa kyaa, kyaa milaa, bewafaa tere pyaar mein

chalo suhaanaa bharam to tootaa
jaanaa ke husn kyaa hain
kahatee hain jis ko pyaar duniyaa
kyaa cheej kyaa balaa hain
dil ne kyaa naa sahaa, bewafaa tere pyaar mein

tere mere dil ke beech ab to
sadiyon ke faasale hain
yakin hogaa kise ke hum tum
yek raah sang chale hain
honaa hai, aaur kyaa, bewafaa tere pyaar mein

Informações da música

Composição: Farhan Saeed Butt

Essa informação está errada?

Enviar revisão