kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
yaad piya ki aaye
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi
taaron ki jhilmil chaandani raaten
labon se labon ki wahi mulakaaten
taaron ki jhilmil chaandani raaten
labon se labon ki wahi mulakaaten
sadiyon se hai purani teri meri kahaani
yaad karo tum sajana tu hai meri zindagaani
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
baali umariya suni re dagariya
joban beeta jaaye haay raam
kitne kareeb the sard hawa mein
zulfen sanwari baahon ne thaame
kitne kareeb the sard hawa mein
zulfen sanwari baahon ne thaame
mujhse ruth na tera
phir se mera manana
yaad karo tum sajana
mujh mein tera sunana
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
hamne tumko jo diya tumne bhula diya
tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
O que você acha desta tela e suas ferramentas? 🤔
Participar da pesquisaMais de 15 cursos com aulas exclusivas, materiais didáticos e exercícios por R$49,90/mês.
Tenha acesso a benefícios exclusivos no App e no Site
Chega de anúncios
Mais recursos no app do Afinador
Atendimento Prioritário
Aumente seu limite de lista
Ajude a produzir mais conteúdo